Kam Ki BaatTips for improving yourself
Trending

Mobile Phone: Advantage and Disadvantage

Mobile phone

Mobile phone jise “Cellular phone” Bhi kaha jata hai ek aisa gadget hai jisme humari life bhut easy kr di hai jiski madad se hum duniya bhar me kisi se bhi baat kar sakte hai, Video chat kar sakte hai. Mobile phone ka use bahut triko se kiya jata hai jaise-Especially Voice call, Video call, Text Chatting, SMS, Multimedia Messaging, Internet Browsing and Photography, etc.
Isliye isse “Smart Phone” Kaha jata hai. Like every Device, Mobile me bhi iske Pros and Cons hai, or iska uses bhi bahut badh gya hai. Iske kuch Advantages aur Disadvantage bhi hai. Let’s talk about it.

Advantage of Mobile Phone

Keeps us connected

Mobile phone hume humare apno se connect karke rakta hai, iske jariye hum apne rekatives, freinds, family sbhi se kabhi bhi kahin se bhi baat kr sakte hai, Video chat bhi kar sakte hai.

Entertainment for All

Mobile phone me humare entertainment ki bhi facalities hai, Hum aksar kaam karte karte thakk jaate hai or bore ho jaate hai isske jariye hum apna entertainment bhi kar sakte hai,
songs sunn sakte hai, Apni favourite Movie, Show and Serial bhi dekh sakte hai.

Update

Ye hume humeha update akta hai or isse hume sare news milte hai,
Jaise humare aas paas ki sabhi news, Country & World news, Weather news or sabhi updates deta hai.

Managing Office Work

Aaj kal Mobile ka use office work ke liye bhi kiya jata hai , Jaise Document File save, Receive and Send karna, Meeting Final karna, Presentation dena, Alarm, Job Application, etc. Mobile phone sabhi working people ke liye important Device ban gaya hai Jisske uses bahut zyada hai.

 Mobile Banking

Aaj kal Mobile ka used Payments ke liye wallet ki tarah kiya jata hai. Smart phone me mobile banking hone se asaani se hum Apne kisi ko bhi money transfer kar sakte hai kuch minutes me hi, Ye bhut hi easy, safe and time ki saving karta hai. Jisska use aaj kal sabhi karte hai.

Disadvantage of Mobile Phone

Wasting Time

Iske jitne advantage hai utne hi disavantage bhi hai, Aaj kal log Mobile phone ko lekar addict bhi ho gaye hai, Jab mobile ka use bhi nhi hota tab bhi log mobile use karte hai Jaise game khelna, Net ke use kar usme time waste karna. Jaise jaise Mobile phone Smart hota gaya waise waise log (Person) Dumber (Sust) hote jaa rahe hai.

Making Us Non- communicable

Ye jitna hume humare dur ke relative, Friends se connect karta hai. Utna hi apne saath reh rhe logo se hume durr karta hai kyuki zyadatar time sabhi monile phone ke saath spend karte hai na ki apno se baat krte hai.
Social media per sabse connect karta hai or logo se Physically milna or personally baat karna kam karta hai hai.

Loss of Privacy

Ye ek major concern hai ki ye humari privacy ko kam karta hai Log aasani se humari sabhi information nikal sakte hai social media per account ke jariye, HumarE Frienda, Relatives, Occupation, Living place, etc.

Conclusion

Mobile Ka use Positive or Negative dono hosakte hai ye use karne waale per depend karta hai ki wo iska use kaise karta hai ye iss base per depend karta hai. Jaisa ki mobile humare life ka part ban chuka hai, Isliye Mobile ka use shi tarike se karna chahiye, Na ki iska use galat trike se kar humare kaam ko harmfull or difficult bnana chahiye. Iska use Carefully karna chahiye.




Related Articles

Back to top button