Kam Ki BaatNews
Trending

Airline Slash Flight, freez hiring as COVID-19 outbreak cuts travel

COVID-19

Airline slash flight, COVID-19 ke prakop ke kaaran freez hui hiring

Airline flight ko freez kar rhi hai aur kiray (hiring price) me vridhi (raise) kar rahi hai. Kyuki veh booking me tez girawat aur felte (spreeding) Coronavirus ke karan calcellation me vridhi (raise) anubhaw (experience) kar rahi hai.
Delta airlines ne tuesday ko kaha ki pichle 1 week me yatra ki maang bhut buri (badly) gir gayi hai mi veh United State of America ke iss month 1/3 part seats khaali hone ka umeed kar rahe hai.

Afraid Travelers

Business travelers ki meeting and confrences ko cancel lar diya jata hai, Leisure Yatri darre hue hai.

Offers

Yu aamtaur (Literly) per airlines kiray me discont or offer de kar customers ko attract karti hai, But iss bar yeh COVID-19 ke prakop ke darr se customers ko attract karne me kaam nhi aayega.

World biggest revenue airline “Delta” ne kaha hai ki International flights me 20-25 percent reduce kregi, aur america me udaan bharne waalo ki sankhya me 10-15 percent tak reduce hoga.
Jo United Airlines dwara pehle announced kiya gaya tha.

Announcement

Airlines ne announce kiya hai ki veh iss saal summer season me Internation flying me 10% reduce krega or April me 75% reduce karega.
Issne new pilots aur flight attendat trainig me delay kiya hai.

United Airline


“United said it has arranged USD 2 billion in additional bank borrowing to preserve financial flexibility – raising liquidity from USD 6 billion to USD 8 billion.”

Asosieted press ne iss week bataaya ki white house ne rog niyantran aur rokathaam kendr dvaara ek yojana ko radd kar diya hai, yah sifaarish karane ke liye ki puraane aur shaareerik roop se kamajor americans ko salaah dee jaatee hai ki ve naye virus ke kaaran commercial airline par udaan na bharen.

Related Articles

Back to top button