NewsYojana
Trending

राशन कार्ड वालो के लिए Good News “One Nation, One Ration Card”

'One Nation, One Ration Card' scheme

‘One Nation, One Ration Card’ scheme to be implemented by June 1 across India: Ram Vilas Paswan

Ek News ke duaran reporter se Ram Vilas ne Kaha:- “Hum 1 June tak ‘One Nation, One Ration Card’ Yojana ko all country me laagu karenge. is yojana Ke Tahat Ek labharthi (Beneficiary) Ek hi Ration Card ka use kar pure Desh me laabh (benefit) utha sakega”

All you need to know

Iss yojana ke tahat patr laabharthi (Beneficiary) Apna benefit utha sakenge,
Kisi Bhi Fair price parse Food Security Act (NFSA) Ke Tahat foodgrain ka haqdaar ussi Ration Card ka use karke desh me kharidari kare
.

Labharthi (Beneficiary) ko electro ke aadhar par Pramanikaran ke madhyam se Satyapit kiya jaayega.

12 State Jahaan suvidha Antar State portability vartmaan mein available hai Andhra Pradesh, Telangana, Maharashtra, Gujarat, Kerala, Karnataka, Haryana, Rajasthan, Tripura, Goa, Jharkhand, and Madhya Pradesh.

Aadhikaarik aankadon ke Anusar, NFSA, Ke Tahat ab tak approx 75 crore beneficiaries ko cover Kiya Gaya hai.

Iss Jnkari se aap apne purane ration card se benefit utha sakte hai.
jo ki June 1 2020 ko laagu hoga

Related Articles

Back to top button