UncategorizedCredit CardKam Ki Baat
Trending

Paytm First Card “How to Activate Paytm First Credit Card All Details”

Paytm (UPI Money Transaction)

AAP log jaante Paytm Aaj ke time most popular money transaction app hai.

jo Kahin Se Bhi Kabhi Bhi money transfer Kiya Jaa skta hai.

isse ki cash ka bada amount Apne Saath rakhne ki zaroorat nahi hoti Aaj Kal sb Paytm se payment money transfer krte hai.

jisse ki humara desh cashless or digital India banne ki raah pr hai.

Ye Ek Aisa app hai jisse hum Bhut saari facilities ka fayeda utha skate hai,

jaise ki, ki aap jaante honge

Recharge/Pay Bills – Mobile, DTH, Electricity, Loans and Repayment, Credit card, Metro, Google play, Insurance/LIC Premium, Book a cylinder, etc.

Iss App ke through Aap Bhi payment kr sakte hai Bhut aasani se!

  • Travel and hotels
  • Shopping
  • Movies & Events
  • And More

AAP isse payment ke dwara cashback, Voucher of shopping, Hotels, Bus ticket, etc. Bhi paa sakte hai.

Iss app ke jariye aap Apna kaam jo finance se related hota hai, wo Bhut jildi or aasani se kr sakte hai.
wo bhi puri security or benefit excited offers Ke Saath.

Aaj hum aapko ye btana chahte hai ki Patym ne ek naya credit card launch kiya hai.


City bank ke Saath partnership Kar ke
Credit – Paytm First Credit Card ke Naam se isse launch Kiya Gaya hai.

Paytm First Card Kya Hai?

Paytm first card Ek Aisa credit hai jo Paytm customer ke liye khaash hai
Paytm, customer, is card ko Paytm App card ke liye Apply karke prapt kar sakte hai.

City Bank ke Saath partnership mein Paytm first card pesh Kar Raha hai

Is App Card se judde logo key Bhut se question honge jisse humne kuch question ke jariye use solve Karna chaha hai jisse Paytm First Card Samjhne or use karne me aasani ho.

Neeche diye Gaye lines ko zaroor follow karein

Apne Paytm First Card ko Activate Kaise Kare? (How to Activate)

Aapka Paytm First Card Pre-activate state me aata hai, AAP online deal(len-den) ke liye turant is card ka use start kar sakte hai.

Offline Transactions ke liye, Apko Apna pin set up Karna Hoga.

Pin set Karne ke liye niche diye gye steps ko follow karein

Go to https://www.citibank.co.in/ssjsps/ssindexmidssi.jsp
b. Select account type as Credit Card
c. Enter your Paytm First Card No, CVV and date of birth
d. OTP will be sent to your registered mobile number
e. Setup User ID, Password and PIN of your choice

If you are an existing Citi Customer, this card is added to your profile automatically. When you login into your existing Citi account, take the following steps
a. Go to the Credit card section, select ‘PIN Related’ followed by ‘Generate Credit Card PIN’
b. Choose Paytm First Card and enter CVV
c. OTP will be sent to your registered mobile number
d. Setup PIN of your choice

Paytm First Card ka use Karne ke fayedein hai?

Paytm First Card customers ko kayi advantage deta hai.

jaise ki auto-processing ki facilities key Saath unlimited 1% cashback.

Paytm First Card Bhi 1-year ke liye complimentary Paytm First membership Ke Saath aata hai.

Me Kaise Kamau or Kaise cashback Redeem ho? (How I can Earn and Redeem Cashback

Customer sabhi card kharcho pr 1% unlimited cashback arjit Karega, jo monthly bill generation ke baad automatically credit kiya jaayega.

ye cashback bill generation Jama Kiya jaayega within 2 working days
.

Mujhe credit card ka statement Kaise Milegi?

Bill generate hone ke baad, ise registered email address par send Kar Diya jaayega.

Aap bill ko City Bank website par online login kar ke bhi dekh aur download kar sakte hai.

Kya Paytm First Card annual fee hai?

Paytm First Card bill ko bill generate hote hi city bank dwara aapke registered Email address par monthly Base pr send Kar Diya jaayega.

Aap Apne Paytm First Card ki payment Kaise Kare?

Paytm First Card Passbook me jaakr Aap Paytm par hi Paytm First Card ki Payment Kar sakte hai.

Conclusion

Jaise ki aapko humne btaya Paytm aapke liye Kitna useful Sabit ho skta hai or ye PYtm dwara launch Paytm First Card ke use se Bhut se advantages utha sakte hai.

Click here and apply now

Ager aapko humara post acha lga ho to zaroor like kare or Rating kare

Related Articles

Back to top button