Uncategorized

Diffrences Between Curfew & Lockdown

CURFEW AND LOCKDOWN

Corona virus

Coronavirus MahamarI (Pandamic) ne ab Indai Mein Almost 400 Peoples KO affect Kiya hai.
Italy, Spain and France jaise kayi affected country Lockdown jaari ki gayi hai.

China ne Wuhan, Mein Lockdown shuru kiya jis place per virus ki utppatti (originates) hui thi aur woh tezi se felne (spread) wale mamlo ko control karne mein capibale tha.

Sunday ko Presidend Narendra Modi dwara annonced “Janta Curfew” ki surprised success ke baad, country ke kayi states ne whole state me ya affected districts mein Lockdown ki announcement ki hai.

Halanki, Lockdown ke baare me abhi bhi question hai?

Curfew Kya hai ?

Logo ko road se dur rakha rakhne ke liye prashashan dwara jaari curfew ek strikct order hota hai jise bhi sabhi vyakti aur sansthao ko manna padta hai.


Curfew kuch dino ya hours ke liye kisi particular area me lgaya jata hai.
Aamtaur per, curfew, sampradayik dange , aatanki ghatna ya kisi vikat aapda ke kaaran laagu kiya jata hai , Curfew ke duaran market, School, College etc.


Sansthayein band rehti hai aur other services bhi nilambit rehti hai.
Yadi koi vyakti ya sanstha iss aadesh ka anupalan nahi karta/karti hai, To usse police dwara jurmana ya surrender kiya jaa sakta.

Curfew ke dauraan log kuch hour ke liye ghar ke ander rehne ko majboor hote hai,
Lekin logo ko zaroori saman khridne dene ke liye curfew ko hataya bhi jata hai, Jise curfew mein dheel dena kaha jata hai.

Lockdown kya hai?

Lockdown ek emergency jaisi prnali hai, Jiske under personal aur government karyalya (kuch ko chhorker), Niji pratishthan aur sarvjanik transport puri tarah se band ho jate hai, Yeh government dwara apnayi gayi ek asthayi prnali hoti hai.

Iska mool udeshya, kisi bhi infected disease etc. ke prakop ko failne (spread) se rokne ke liye logo ke bich personal connect ko kam karna hota hai.

India mein PM Modi ne COVID-19 ko failne se rokne ke liye pure desh me 21 days ke liye lockdown ki announcment kar di hai.

Difference between the Lockdown and Curfew

Halanki, Inn dono ka effect aur object almost ek hi hai.

Curfew ke duaran, sabhi zaroori services aur market ek period ke liye band rehte hai lekin lockdown mein zaroori services aur market & shops band nahi hote hai.

Curfew ke duaran, market, school, college aur bank jaisi zaroori services band rehti hai, jab curfew mein dheel di jaati hai to logo ko inn sabhi sevaon (services) ka fayeda milta hai.

Jabki lockdown ke duaran: Bank, ATM, Gas, Agency, Post office, Fire office, Hospital, Medical, Milk booth etc. jaisi zaroori sevayein (services) aam janta ke liye khuli rehti hai.

Related Articles

Back to top button